Agast 2026
Refund
Chhota page, kyunki niyam chhota hai.
Free plan
Kuch dena hi nahi hai, isliye refund ka sawaal nahi.
Paid plan
Payment abhi chalu nahi hui hai. Jab hogi, is page par saaf niyam likha jayega — aur wahi niyam lagega jo yahaan likha hoga.
Data
Refund ho ya na ho, aapka data aapka hai. Export hamesha khula rehta hai.
Ye page code ke saath review hota hai. Agar yahaan likhi koi baat product se mel na
khaaye, wo bug hai — humein bataiye.